@rs_shawon_official: RS Shawon - Trishna Na izhaar kar paya na bhool paya Dono ke beech mein hi reh gaya Tu thi meri duaa meri ibaadat bhi Par teri nazar mein main tha hi nahi Aaj bhi woh hi chehra yaad hai Aaj bhi woh hi hasna yaad hai Waqt badla zamana badla sab kuch Trishna abhi bhi waisi hai, bujhi nahi Yeh jo hai Trishna pyar ki Bujhti nahi rehti hai baaki Trishna hai teri mujhe Sometimes the thirst for someone's love never really goes away.Have you ever loved someone so much that you couldn't move on? This is "Trishna." Hope you guys feel this one. Now available on all music platform. #trishna #rsshawon #newsong #emotionalsong #hindisong